Home » Posts filed under Pathi Ratan Singh Ji
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Par Swarth Ke Kaarne Sant Liya Avtar" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Par Swarth Ke Kaarne Sant Liya Avtar" |
| गुरदेव (बानी पल्टू साहिब जी) पर स्वारथ के कारने संत लिया औतार.
संत लिया औतार जगर को राह चलावैं,
भक्ति करैं उपदेस ज्ञान दे नाम सुनावैं.
प्रीत बढ़ावें जक्त में धरनी पर डोलैं,
कितनौ कहै कठोर बचन वे अमृत बोलैं.
उनको क्या है चाह सहज हैं दुःख घनेरा,
जिव तारन के हेतु मुलुक फिरते बहुतेरा.
पल्टू सतगुरु पाय के दास भया निरवार,
पर स्वारथ के कारने संत लिया औतार. |
| Gurdev (Bani Paltu Sahib Ji) Par Swaarath Ke Kaarane Sant Liya Autaar.
Sant Liya Autaar Jagat Ko Raah Chalaavain,
Bhakti Karain Updes Gyaan De Naam Sunaavain.
Preet Barrhaavain Jakt Mein Dharni Par Dolain,
Kitnauu Kahai Kathor Bachan Ve Amrit Bolain.
Unko Kya Hai Chaah Sahat Hain Dukh Ghanera,
Jiv Taaran Ke Hetu Muluk Phirte Bahutera.
Paltu Satguru Paaye Ke Daas Bhaya Nirvaar,
Par Swaarath Ke Kaarne Sant Liya Autaar. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Naam Naam Sab Kahat Hai" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Naam Naam Sab Kahat Hai" |
| नाम (बानी पल्टू साहिब जी) नाम नाम सब कहत है नाम न पाया कोय.
नाम न पाया कोय नाम की गति है न्यारी,
वही सकस को मिलै जिन्होंने आसा मारी.
हौं को करै खमोस होस ना तन को राखै,
गगन गुफा के बिच पियाला प्रेम का चाखै.
बिसरै भूख पियास जाय मन रँग में लागै,
पाँच पचीस रहे वार संग में सोऊ भागै.
आपुइ रहै अकेल बोलै बहु मीठी बानी,
सुनतै अब वह बनै कहा मैं कहौं बखानी.
पलटू गुरु परताप तें रहै जगत में सोय,
नाम नाम सब कहत है नाम न पाया कोय. |
| Naam (Bani Paltu Sahib Ji) Naam Naam Sab Kahat Hai Naam Na Paaya Koye.
Naam Na Paaya Koye Naam Ki Gati Hai Nyaari,
Vahi Sakas Ko Milai Jinhone Aasa Maari.
Haun Ko Karai Khamos Hos Na Tan Ko Raakhai,
Gagan Gupha Ke Beech Piyaala Prem Ka Chaakhai.
Bisrai Bhookh Piyaas Jaaye Man Rang Mein Laagai,
Paanch Pachees Rahe Vaar Sang Mein Sou Bhaagai.
Aapui Rahai Akel Bolai Bahu Meethi Baani,
Suntai Ab Vah Banai Kaha Main Kahauun Bakhaani.
Paltu Guru Partaap Tein Rahai Jagat Mein Soye,
Naam Naam Sab Kahat Hai Naam Na Paaya Koye. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Ram Samipi Sant He Ve Jo Kare So Hoye" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Ram Samipi Sant He Ve Jo Kare So Hoye" |
| संत और साध (बानी पल्टू साहिब जी) राम समीपी संत है वे जो करैं सो होय ॥
वे जो करैं सो होय हुकुम में उन के साहिब ।
संत कहैं सोइ करैं राम न करते बायब ॥
राम के घर के बिच काम सब संतै करते ।
देवता तेंतिसकोट संत से सबही डरते ॥
राई पर्बत करैं करैं परबत को राई ।
राम के घर के बिच फिरत है संत दुहाई ॥
पलटू घर में राम के और न करता कोय ।
राम समीपी संत हैं वे जो करैं सो होय ॥ |
| Sant Aur Saadh (Bani Paltu Sahib Ji) Raam Sameepi Sant Hain Ve Jo Karain So Hoye.
Ve Jo Karain So Hoye Hukum Mein Un Ke Saahib,
Sant Kahain Soi Karain Raam Na Karte Baayab.
Raam Ke Ghar Ke Beech Kaam Sab Santai Karte,
Devta Tetis-Kot Sant Se Sabahi Darte.
Raai Parbat Karain Karain Parbat Ko Raai,
Raam Ke Ghar Ke Beech Phirat Hai Sant Duhaai.
Paltu Ghar Mein Raam Ke Aur Na Karta Koye,
Raam Sameepi Sant Hain Ve Jo Karain So Hoye. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Bada Hoye They Poojiye" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Bada Hoye They Poojiye" |
बड़ा होए ते पूजियें संतन किया विचार (बानी पल्टू साहिब जी) इस शब्द का लिरिक्स नही मिला. यदि आपके पास इस शब्द का लिरिक्स हे तो कृप्या हमें यहाँ भेजे Contact Us. |
Bada Hoye They Poojiye Sanatan Kiya Vichaar (Bani Paltu Sahib Ji) Lyrics not found of this Shabad. If you have Lyrics of this Shabad, Send it to us at Contact Us. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Naam Ke Re Partap Se" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Naam Ke Re Partap Se" |
| नाम (बानी पल्टू साहिब जी) नाम के रे परताप से भये आन कै आन.
भये आन कै आन बड़े के पाँव पडूँगा,
का बपुरा तिल तेल फूल संग बिकता महँगा.
संत हैं बड़े दयाल आप सम मोको कीन्हा,
जैसे भृंगी कीट सिच्छा कुछ ऐसी दीन्हा.
राई किहा सुमेर अजया गजराज चढ़ाई,
तुलसी होइगा रेंड सरन की पैज बड़ाई.
पलटू जातिन नीच मैं सब औगुन की खान,
नाम के रे परताप से भये आन कै आन. |
| Naam (Bani Paltu Sahib Ji) Naam Ke Re Partaap Se Bhaye Aan Kai Aan.
Bhaye Aan Kai Aan Barre Ke Paanv Parroonga,
Ka Bapura Til Tel Phool Sang Bikta Mahnga.
Sant Hain Barre Dayaal Aap Sam Moko Keenha,
Jaise Bhringi Keet Sicchha Kuchh Aisi Deenha.
Raai Kiha Sumer Ajaya Gajraaj Charrhaai,
Tulsi Hoiga Renrr Saran Ki Paij Barraai.
Paltu Jaatin Neech Main Sab Augun Ki Khaan,
Naam Ke Re Partaap Se Bhaye Aan Kai Aan. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Tu Kyu Gaflat Me Fire Sir Par Betha Kal" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Tu Kyu Gaflat Me Fire Sir Par Betha Kal" |
| चितावनी (बानी पल्टू साहिब जी) तू क्यों गफलत में फिरै सिर पर बैठा काल.
सिर पर बैठा काल दिनो दिन वादा पूजै,
आज काल में कूच मुरख नहिं तोकँह सूझै.
कौड़ी कौड़ी जोरि ब्याज दे करते बट्टा,
सुखी रहै परिवार मुक्ति में होवत ठट्ठा.
तू जानै मैं ठग्यो आप को तुही ठगावै,
नाम सजीवन मूर छोरि के माहुर खावै.
पलटू सेखी ना रही चेत करो अब लाल,
तू क्यों गफलत में फिरै सिर पर बैठा काल. |
| Chitaavani (Bani Paltu Sahib Ji) Tu Kyon Gaflat Mein Phirai Sir Par Baitha Kaal.
Sir Par Baitha Kaal Dino Din Vaada Poojai,
Aaj Kaal Mein Kooch Murakh Nahi To-Kahan Soojhai.
Kaurri Kaurri Jor Byaaj De Karte Batta,
Sukhi Rahai Parivaar Mukti Mein Hovat Thattha.
Tu Jaanai Main Thagyo Aap Ko Tuhi Thagaavai,
Naam Sajeevan Moor Chhor Ke Maahur Khaavai.
Paltu Sekhi Na Rahi Chet Karo Ab Laal,
Tu Kyon Gaflat Mein Phirai Sir Par Baitha Kaal. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Tujhe Parai Kya Pari Apni Or Niber" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Tujhe Parai Kya Pari Apni Or Niber" |
| उपदेश (बानी पल्टू साहिब जी) तुझे पराई क्या परी अपनी ओर निबेर.
अपनी ओर निबेर छोड़ी गुड़ बीष को खावै,
कूवाँ में तू परै और को राह बतावै.
औरन को उँजियार मसालची जाय अँधेरे,
त्यों ज्ञानी की बात मया से रहते घेरे.
बेचत फिरै कपूर आप तो खारी खावै,
घर में लागी आग दौरि के घूर बुतावै.
पलटू यह साची कहै अपने मन का फेर,
तुझे पराई क्या परी अपनी ओर निबेर. |
| Updesh (Bani Paltu Sahib Ji) Tujhe Paraai Kya Pari Apni Or Niber.
Apni Or Niber Chhorr Gurr Bish Ko Khaavai,
Koovaan Mein Tu Parai Aur Ko Raah Bataavai.
Auran Ko Unjiyaar Masaalchi Jaaye Andhere,
Tyon Gyaani Ki Baat Maya Se Rahte Ghere.
Bechat Phirai Kapoor Aap To Khaari Khaavai,
Ghar Mein Laagi Aag Daur Ke Ghoor Butaavai.
Paltu Yah Saachi Kahai Apne Man Ka Pher,
Tujhe Paraai Kya Pari Apni Or Niber. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Sant Sanehi Naam Hai" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Sant Sanehi Naam Hai" |
| नाम (बानी पल्टू साहिब जी) संत सनेही नाम है नाम सनेही संत ।
नाम सनेही संत नाम को वही मिलावैं ॥
वे हैं वाकिफकार मिलन की राह बतावैं ।
जप तप तीरथ बरत करै बहुतेरा कोई ॥
बिना वसीला संत नाम से भेंट न होई ।
कोटिन करै उपाय भटक सगरौ से आवै ॥
संत दुवारै जाय नाम को घर तब पावै ।
पलटू यह है प्राण पर आदि सेती औ अंत ॥
संत सनेही नाम है नाम सनेही संत । |
| Naam (Bani Paltu Sahib Ji) Sant Sanehi Naam Hai Naam Sanehi Sant.
Naam Sanehi Sant Naan Ko Vahi Milaavain,
Ve Hain Vaakifkaar Milan Ki Raah Bataavain.
Jap Tap Teerath Barat Karai Bahutera Koi,
Bina Vaseela Sant Naam Se Bhent Na Hoi.
Kotin Karai Upaaye Bhatak Sagrau Se Aavai,
Sant Duvaarai Jaaye Naam Ko Ghar Tab Paavai.
Paltu Yah Hai Praan Par Aadi Seti Au Ant,
Sant Sanehi Naam Hai Naam Sanehi Sant. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Sant Na Chahe Mukti Ko" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Sant Na Chahe Mukti Ko" |
| भक्ति (बानी पल्टू साहिब जी) संत न चाहैं मुक्ति को नहीं पदारथ चार.
नहीं पदारथ चार मुक्ति संतन की चेरी,
ऋद्धि सिद्धि पर थुकैं स्वर्ग की आस न हेरी.
तीरथ करहिं न बरत नहीं कछु मन में इच्छा,
पुन्य तेज परताप संत को लगै अनिच्छा.
ना चाहैं बैकुंठ न आवागवन निवारा,
सात स्वर्ग अपबर्ग तुच्छ सम ताहि बिचारा.
पलटू चाहैं हरि भगति ऐसा मता हमार,
संत न चाहैं मुक्ति को नहीं पदारथ चार. |
| Bhakti (Bani Paltu Sahib Ji) Sant Na Chaahain Mukti Ko Nahi Padaarath Chaar.
Naheen Padaarath Chaar Mukti Santan Ki Cheri,
Riddhi Siddhi Par Thukain Swarg Ki Aas Na Heri.
Teerath Karahin Na Bart Nahi Kachhu Man Mein Icchha,
Punya Tej Partaap Sant Ko Lagai Anicchha.
Na Chaahain Baikunth Na Aavaa-Gavan Nivaara,
Saat Swarg Apbarg Tucchh Sam Taahi Bichaara.
Paltu Chaahai Hari Bhagti Aisa Mata Hamaar,
Sant Na Chaahain Mukti Nahi Padaarath Chaar. |
|
| Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
| Audio of Shabad "Aad Ant Humhi Rahe" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Aad Ant Humhi Rahe" |
आदि अंत हमही रहें (बानी पल्टू साहिब जी) इस शब्द का लिरिक्स नही मिला. यदि आपके पास इस शब्द का लिरिक्स हे तो कृप्या हमें यहाँ भेजे Contact Us. |
Aad Ant Humhi Rahe (Bani Paltu Sahib Ji) Lyrics not found of this Shabad. If you have Lyrics of this Shabad, Send it to us at Contact Us. |
|
| Album Aarti Radha Swami Vol.2 |
| Audio of Shabad "Surat Sun Baat Ri" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Surat Sun Baat Ri" |
| उपदेश गुरु और नाम-भक्ति, बचन उन्नीसवाँ, शब्द छठवाँ (बानी हुजुर स्वामी जी महाराज) सूरत सुन बात री। तेरा धनि बसे आकाश ॥ १ ॥
तजो संग जार री। तू देख पिया परकाश ॥ २ ॥
चलो गुरु की लार री। तू पावे अजर निवास ॥ ३ ॥
गहो सरन कोई साध री। जो मिले शब्द घर बास ॥ ४ ॥
तन पिंजरा यह काल का। क्यों करें पराई आस ॥ ५ ॥
दस इन्द्री के भोग की। तेरे पड़ी गले में फाँस ॥ ६ ॥
नौ द्वारन में बंध रही। अब चैन नहीं इक स्वाँस ॥ ७ ॥
दसवीं खिड़की खोल री। कर परम बिलास ॥ ८ ॥
सतगुरु पूरे कह रहे। तू मान बचन विश्वास ॥ ९ ॥
राधास्वामी नाम भज। होयँ कर्म सब नाश ॥ १० ॥ |
| Updesh Guru Aur Naam-Bhakti, Bachan 19th, Shabd 6th (Bani Swami Ji Maharaj) Surat Sun Baat Ri, Tera Dhani Base Aakaash.
Tajo Sang Jaar Ri, Tu Dekh Piya Parkaash.
Chalo Guru Ki Laar Ri, Tu Paave Ajar Nivaas.
Gaho Saran Koi Saadh Ri, Jo Mile Shabd Ghar Baas.
Tan Pinjara Yah Kaal Ka, Kyon Karen Paraai Aas.
Das Indri Ke Bhog Ki, Tere Parri Gale Mein Phaans.
Nau Dwaaran Mein Bandh Rahi, Ab Chain Nahi Ik Swaans.
Dasveen Khirrki Khol Ri, Kar Param Bilaas.
Satguru Poore Kah Rahe, Tu Maan Bachan Vishvaas.
RadhaSoami Naam Bhaj, Hoyen Karm Sab Naash. |
|
| Album Aarti Radha Swami Vol.2 |
| Audio of Shabad "Seetal Chandan Chandrama" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Seetal Chandan Chandrama" |
| संत और साध (बानी पल्टू साहिब जी) सीतल चन्दन चन्द्रमा तैसे सीतल संत ॥
तैसे सीतल संत जगत की ताप बुझावैं ।
जो कोई आवै जरत मधुर मुख बचन सुनावैं ॥
धीरज सील सुभाव छिमा ना जात बखानी ।
कोमल अति मृदु बैन बज्र को करते पानी ॥
रहन चलन मुसकान ज्ञान को सुगंध लगावैं ।
तीन ताप मिट जाय संत के दर्सन पावैं ॥
पलटू ज्वाला उदर की रहै न मिटै तुरंत।
सीतल चन्दन चन्द्रमा तैसे सीतल संत ॥ |
| Sant Aur Saadh (Bani Paltu Sahib Ji) Seetal Chandan Chandrama Taise Seetal Sant.
Taise Seetal Sant Jagat Ki Taap Bujhaavain,
Jo Koi Aavai Jarat Madhur Mukh Bachan Sunaavain.
Dheeraj Seel Subhaav Chhima Na Jaat Bakhaani,
Komal Ati Mridu Bain Bajr Ko Karte Paani.
Rahan Chalan Muskaan Gyaan Ko Sugandh Lagaavain,
Teen Taap Mit Jaaye Sant Ke Darsan Paavain.
Paltu Jvaala Udar Ki Rahai Na Mitai Turant,
Seetal Chandan Chandrama Taise Seetal Sant. |
|
| Album Aarti Radha Swami Vol.2 |
| Audio of Shabad "Sansa Mera Utar Gaya" |
 Audio Player Loading... |
| Do you liked this Shabad ? |
| Lyrics of Shabad "Sansa Mera Utar Gaya" |
| सारग महला ५ ॥ (बानी गुरु अर्जुन देव जी) ठाकुर तुम्ह सरणाई आइआ ॥
उतरि गइओ मेरे मन का संसा जब ते दरसनु पाइआ ॥१॥ रहाउ ॥
अनबोलत मेरी बिरथा जानी अपना नामु जपाइआ ॥
दुख नाठे सुख सहजि समाए अनद अनद गुण गाइआ ॥१॥
बाह पकरि कढि लीने अपुने ग्रिह अंध कूप ते माइआ ॥
कहु नानक गुरि बंधन काटे बिछुरत आनि मिलाइआ ॥२॥ |
| Saarag Mehlaa 5 (Bani Guru Arjun Dev Ji) Thakur Tum Sarnai Aaya.
Utar Gayo Mere Man Ka Sansa Jab Te Darsan Paya. ||1|| Rahaau.
Anbolat Meri Birtha Jani Apna Naam Japaya.
Dukh Nathey Sukh Sahaj Samaye Anad Anad Gun Gaya. ||1||
Baah Pakar Kadh Leene Apune Grih Andh Koop Te Maya.
Kaho Nanak Gur Bandhan Kate Bichhurat Aan Milaya. ||2|| |