Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
Details of Shabad "Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag" | |
Shabad | Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag |
Album | Album Bani Paltu Sahib Ji Vol.24 |
Pathi | Pathi Ratan Singh Ji |
Lyricist | Bani Paltu Sahib Ji |
Year | 2007 |
Label | RadhaSoami Album T-Series |
Audio of Shabad "Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag" |
Audio Player Loading... |
Do you liked this Shabad ? |
Lyrics of Shabad "Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag" |
भेद (बानी पल्टू साहिब जी) उल्टा कुवा गगन में तिस में जरै चिराग. तिस में जरै चिराग बिना रोगन बिन बाती, छः रितु बारह मास रहत जरतै दिन राती. सतगुरु मिला जो होय ताहि की नजर में आवै, बिना सतगुरु कोउ होय, नहीं वा को दरसावै. निकसै एक अबाज चिराग की जोतिहीं माहीं, ज्ञान समाधी सुनै और कोउ सुनता नाहीं. पलटू जो कोई सुनै ता के पुरे भाग, उल्टा कुवा गगन में तिस में जरै चिराग. |
Bhed (Bani Paltu Sahib Ji) Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag. Tis Mein Jarai Chiraag Bina Rogan Bin Baati, Chhah Ritu Baarah Maas Rahat Jartai Din Raati. Satguru Mila Jo Hoye Taahi Ki Najar Mein Aavai, Bina Satguru Kou Hoye, Nahi Va Ko Darsaavai. Niksai Ek Abaaj Chiraag Ki Jotihin Maaheen, Gyaan Samaadhi Sunai Aur Kou Sunta Naaheen. Paltu Ji Koi Sunai Ta Ke Poore Bhaag, Ulta Koova Gagan Mein Tis Mein Jarai Chiraag. |
0 comments:
Post a Comment